Bahut sare CV builders sirf English mein kaam karte hai — jo English mein comfortable nahi hai unke liye mushkil ho jata hai. Resume Arab teen languages mein kaam karta hai: English, Hindi, aur Arabic.

Yeh Kaise Kaam Karta Hai
- App ka poora interface teeno languages mein available hai
- Wizard fill karna, sawal poochna, instructions — sab tumhari chosen language mein
- CV khud professional English mein banti hai — kyunki Gulf employers ko yehi format chahiye
Matlab tum apni comfort language mein app use karte ho, lekin output wahi professional format hota hai jo employers expect karte hai.
Voice AI Bhi 3 Languages Support Karta Hai
Agar typing bhi mushkil hai, Voice AI se bolke bhi fill kar sakte ho — English, Hindi, ya Arabic mein.
Kis Ke Liye Sabse Zyada Useful Hai
- Jo English mein confident nahi hai lekin professional CV chahiye
- Arabic-speaking Gulf-local candidates
- Hindi-speaking Asia se applicants jo app easily samajhna chahte hai
FAQs
Q: Kya CV Hindi/Arabic mein bhi ban sakti hai? CV ka core output English mein hota hai (Gulf employers ka standard), lekin app use karna kisi bhi language mein aasan hai. Arabic CV add-on bhi available hai kuch tiers mein.
Q: Language switch kaise karein? App ke top pe language switcher hota hai, ek tap mein badal jata hai.
Apni language mein CV banana shuru karo.
